Motapay Ki Wajah In Urdu Pet Mota Hone Ki Wajah Motapa Kyo Badhta Hai Motapa Kaise Hota Hai In Hindi
Motapa Badhane Ki Wajah Pait Kyun Banta Hai Mota Pait Kaise Hota Hai Motapa kis ko pasand hota hai? ye na sirf zahri shakhsiyat ko tabah kra deta hai balkay ye amraz ki jar bhi sabit hota hai kyun ki is say diabetes yani ziabetus, blood pressure yani buland fishar khoon, heart diseases yani amraz e qalb aur falij gharaz kay la tadad bimariyon ka khatra barh jata hai. Aur ye to sab he ko maloom hai kay motapa ab aik almi waba ban chuka hai aur guzishta saal ki aik report kay mutabiq motapay say sab say ziada mutasir mumalik mein Pakistan 9 number par hai. Wazan mein kami ka koi jadui hal nahi balkay tarz e zindagi mein tabdeeli he say aap apni shakhsiyat mein jadui asar jesi tabdeeli la sakte hain magar in say pehle aap ko ye janna chahiye kay akhir hum is ka shikar kesy hote hain? ziyada khanay kay sath iski chand heart angez wajuhat bhi hai jo ho sakta hai aap ko maloom he na hoon. Weight Loss Kaise Hota Hai Motapa Kam Karne Ka Gharelu Nuskha Kam Neend Mota...