Posts

Showing posts with the label Side Effects

Chawal Khane Ke Fayde Aur Nuksan In Hindi Chawal Ke Aate Ke Fayde Rice Benefits In Urdu

Image
Chawal Ke Fayde Aur Nuksan Chawal Ka Pani Peene Ke Fayde Rice Benefits and Side Effects Cholesterol Kam Karne Ka Tarika In Urdu Sehrish puchti hain mujhe chawal bohat pasand hain magar hamare ghar mein inka sirf dawat par ehtamam hota hai. Ammi keht hain chawal mota karte hain sehat k liye mufeed nahi. Please mujhe chawalon k baray mein zaror batayen takay main ami ko chawalaon k faiday ginwa sakon inke faide to zaroor honge. Meri kuch saheliyan Kashmiri hain wo jab mujhe batati hain k aaj chawalon k sath hum ne ye khaya bara maza aya to mera bhi dil chahta hai kay chawal khaon. Sehrish bibi chawal to jaldi hazam hone wali ghiza mein shumar kiye jate hain. Kuch bimariyan aisi hain jin mein nuqsan karte hain. Agar doctor chawal khane se mana kare to aap beshak na khayen wesy naye chawal dair se hazam hote hain. Isi tarah chawalon ko bar bar pani se nahi dhona chahiye aur pakate waqt bhi itna pani dalna chahiye kay wo dum par aa jayen. Naram bhi na hoon. Naye chawal 6 ...

Musalsal Cigarette Peene Wale Log Jaldi Mar Jate Hain Aik Tehqeeq Cigarette Peene Se Kya Nuksan Hai?

Image
Cigarette Peene Se Kya Hota Hai? Cigarette Side Effects in Urdu Smoking Karne Ke Nuksan in Hindi Cigarette Peene Se Kya Kya Hanikarak Hai Cigarette Side Effects In Hindi Smoking Karne Se Kya Nuksan Hota Hai Tehqeeq kay mutabiq lambay arsay tak cigarette noshi karne walay adhyay say zyada log is say peda shuda amraz say halak ho kar maut ki wadi mein utar jate hain. Isliye American State ne cigrate noshi ko taxes ki madad say paisa kamane ka zariya banane ki bajaye awaam ki sehat ko tarjeeh di hai. American State Hawaii mein Cancer (Sartan) aur cigarette say pedashuda dusre amraz say bachao ke liye naye qanoon ki tayari par ghor shuru kar diya gaya hai. Ye qanoon 2024 mein nafaz hoga jis ke tehat cigarette sirf 100 ya is say ziada umar walay log he khareed sakenge. Hukumat ne cigarette ki kharidari ki umar mein pehle he izafa karke 21 baras kar diya hai. Hawaii duniya kay chand in khitoon mein shamil hai jahan 18 baras kay nojawano ko bhi cigarette na...