Kharish Ka ilaj Totka (Herpes Disease, Symptoms and Solution) Kharish Apne Aap Say Nafrat Karwa Dene Wala Maraz

Kharish Ka Gharelu Ilaj Kharish Ka Totkay in Urdu



Kharish aik aisa marz (Disease) hai jis ki waja say mareez (Patient) khud apne aap say nafrat (hate himself) karne lagta hai khasusan (summer) mosam e garma mein to yeh zyada (dangerous) jaan lewa sabit hota hai


jab jism par paseena (Sweat) ata hai aur sath sath kharish hoti hai to woh waqt waqai bohat (painful) taklif deh hota hai


mareez kisi kay paas zayada dair tak baith nahi sakta log bhi aap say dor dor rehne key koshish kartay hain kyun keh yeh achoot ka maraz hai or aik dosray ko bari tezi



say (transfer) muntaqil ho jata hai iskay ilaj kay liye sab se pehle toh aap taiz mirch walay salan (spicy foods) , tali hui tamam ashia (Fried Foods) aur baray gosht sey perhaiz karein balkay kuch arsa tak koi bhi kisi bhi qisam ka gosht mat khayen jese shami kabab, tikka boti, chicken fries, murghi ka gosht, bakray ka gosht ya gaaye ka gosht waghera in sab say perhaiz rakhain aur chirata


istemal karen yeh na sirf aap kay (Blood) khoon ko saaf kare ga balkay (fresh and healthy blood) taza aur sehat mand khoon paida karne mein bhi madad kare ga.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj