Jhuriyan Khatam Karne Ka Tariqa Chehre Ki Chaiyan Wrinkles Ka ilaj in Urdu Jhuriyan Khatam Karna In Urdu Phitkari Benefits and Usage For Skin Chehre Ki Jhaiya
Jhuriyan Khatam Karne Ka Tariqa Chehre Ki Chaiyan Khatam Karna Wrinkles Ka ilaj in Urdu
Chehre Ki Chaiyan Khatam Karne Ka Tarika In Hindi
|
Beauty Tips For Face Wrinkles In Urdu
|
Chehre Ki Jhuriyan Ka Ilaj In Hindi
|
Face Wrinkle Treatment In Hindi
|
Chehre Ki Chaiyon Ka Desi Ilaj Phitkari Benefits and Usage For Skin
Chehre Ki Jhaiya Desi Ilaj Arq-E-Gulab Benefits For Skin
Aksar khawateen apne Face Wrinkles yani chehre par pad jane wali jhurion ki waja say bohat pareshan hoti hain aur inko khatam karne ke liye tarah tarha ki creams aur medicine use karti hain jin mein majood chemicals aksar oqat maslay ka hal karne ki bajaye mazeed bigad dete hain. Jhuriyan Khatam Karne Ke Liye Gharelu Nuskhe bataye ja rahe hain in per amal karen umeed hai apko faida hoga.
Jurion ka behtreen ilaaj thandi balai ka massage hai har roz kam az kam taqreban 15 minute tak chehre par balai ka massage karen aur massage karte waqt apke hathon ki harkat hamesha upar kaan ki taraf honi chahiye.
Arq-e-gulab roghan-e-badam aur phatkari lekar char andoon ki sufaidi mein mila kar halki aanch par pakain jab yeh lais dar ho jaye toh rat ko sotay waqt apne chehray par is ka masaj karein jhuriyan khatam ho jaein gi.
Comments
Post a Comment