Ehtelam Meaning Ehtelam Ki Wajoohat Ehtelam Ka Ilaj in Urdu Ehtelam Ka Bar Bar Hona
Ehtelam Meaning Ehtelam Ki Wajoohat Ehtelam Ka Ilaj in Urdu
Ehtelam In Islam In Urdu Ehtelam Ki Wajoohat Ehtelam Meaning Ehtelam Ka Ilaj In Urdu
Ehtelam Ka Bar Bar Hona
Jab bacha 13 ya 14 saal ka hota hai to iss mein jinsi tabdilyan zahoor pazeer hoti hain iss ki awaz bhaari ho jati hai baghal aur naaf kay neechey baal peda ho jate hain. Larkay ke chehre per darhi aur moonch ana shuru ho jati hai jinsi jazbaat bedar hone lagte hain aur rat ko ehtelam hone lagta hai rat ko sote hue mada manwiya ka ikhraj he ehtelam kehlata hai tabai ehtelam hamesha khuwab ke sath hota hai mahine mein aik do bar ehtelam hona koi pareshani wali baat nahin lekin had se zyada ehtelam hona thek nahi iss silsilay mein doctor ya hakeem se zaror mashwara karna chahiye.
Comments
Post a Comment