Baalon Ki Khushki Kay Totkay Desi Tips In Urdu Balon Ka Rukha Pan or Khushki Dur Karne Kay Hair Tips In Urdu
Sir Ki Dandruff Dor Karne Ki Hair Beauty Tips Hair Dandruff Ka Ilaj In Hindi
|
Balon Ki Khushki Dor Karne Ke Desi Totkay |
|
Hair Beauty Tips Baalon Ki Hifazat Kay Urdu Tips |
Balon Ki Hifazat Care Tips In Urdu and Hindi Hair Dandruff Cure Desi Tips
Khushk balon kay ilaj kay liye multani matti lain matti ko bareek kar kay aik bartan mein rakh lain or pani mein dabu dain jab matti naram ho jaye toh coconut kay garam oil mein dono ka mixture bana lain ab is say baal achi tarah ragar kar dho lain ye amal garmion aur sardiyon dono mosamon kay liye kafi mufeed hai kyun kay multani matti narial kay tail mein mil kar aur bhi mufeed ho jati hai iskay use karne say aap kay dimagh or ankhon ko comfort feel hoga thandak mile gi.
Uss kay bad aik adad egg le kar osay phaint lain is mein chand qatre lemon and coconut ka oil shamil kar lain. Ab is mixture ko sir per lagain or massage karen baalon ki jaron mein slowly slowly lgain or taqreban half hour tak yunhi maalish karti rahen bachay hue is mehlool mein sikakai bhi add kar lain or is kay bad apne balon ko dho lain is desi totkay sey aap key hair ki khushki kay sath rokha pan bhi dur ho jae ga or aap kay baal naram o mulaim resham ki tarah ho jae ge. Baal kyun girte hain aur baalon mein khushki dandruff kaise paida hoti hai iski kya wajohat hai ye parhne ke liye mera article
Hair Fall Reasons Baalon Ka Jharna Treatment zaror read karen.
Comments
Post a Comment