Sir Dard Ka Qudarti ilaj Headache Treatment at Home in Hindi
headache ke gharelu nuskhe headache ke upay headache pain treatment in urdu
|
Headache Ka Gharelu Upchar Sir Dard Ka ilaj in Urdu |
|
Headache Treatment at Home in Hindi Sir Dard Ke Upay Hindi Me |
Tension Headache Treatment in Urdu Headache Home Remedies in Urdu
|
Headache Ka ilaj Head Mein Pain Treatment |
|
Sir Dard Ka Desi ilaj in Hindi |
Sirmein dard hona koi pareshani wali baat nahi kyun kay ye aaj kal ke daur or society mein aam si baat hai har shakhs shor mein reh kar apne sir mein pain feel karta hai haan agar sir dard bohat ziyada ho aur mamooli na ho jesay aadhay sir ka dard toh phir fikar wali baat ho sakti hai sir dard bohat aam masla hai aksar log is dard ka shikar rehte hain sir dard ki kai kismain ho sakti hain jin mein kuch aam iqsam hain aur kuch khatarnak kismain pai jati hain.
Dard ke receptor difa ki teh mein shariyano wareedon jhiliyon sir ki khaal key cells gardan chehre aur naak ki nass mein waqya hote hain. sir mein dard zakham any ya choot lagne ki waja se bhi hota hain aur ye sir dard nihayat khatarnaak hota hai aisa dard kai mahino aur saalo tak insan ka picha nahi chorta.
Sir Dard Ka Desi ilaj at Home in Hindi Headache Home Remedies in Urdu
Doctors ki research kay mutabiq sir dard ke liye behtreen hal food program hai yani kurak ke zariye sir dard khatam karna jis headache thek ho sakti hai. Food Experts key mutabiq Ghiza mein
Vitamin B Complex,
Magnesium,
Calcium, or Vitamin C ka istemal sir dard key attacks ko rokne mein madad de sakta ha.
Rosemary, Mint (Pudina), Chemu Mayel jesi mufeed jari butiyon ke chaye ya qehway ka istemal sir dard ke duration koh short karne mein help karta hai.
Comments
Post a Comment