Menses Ko Rokne Wali Tablet Periods Ko Rokne Wali Medicine Ka istemal Jaiz Ya Najaiz Haiz aur Roza

Menstrual Cycle Killing Tablets is Good for Women's Health?

Stop Menstruation Pills


Kya Menses Ko Rokna Theek Hai? Menstrual Cycle Stop Medicines

Khawateen Kay Liye Haiz Ko Rokne Wali Goliyon Ka Istemal Kaisa Hai?



Menses Rokne Ki Tablet 
Periods Rokne Ki Medicine

Menses Ko Rokna Kya Jaiz Hai Ya Najaiz?? Menses Stop Medicine Tablets is Allowed in Islam or Not?




Haiz ko rokne wali goliyon ka istemal na to ramzan mein jaiz hai aur na kisi aur maheenay mein drust hai wo is liye kay aisi duaen nuqsan se khali nahi hoti kyun agar kisi bhi fitri amal ko roka jaye to hamesha insaan ko nuksan he uthana parta hai is liye menses ko stop karne wali medicine use karne ke bhi kafi side effects hain. Haiz ka khoon tabai taur per kharij hota hai lehaza jab kisi tabai ya fitri amal ko is waqt rok diya jata hai to phir is kay nuqsan ka andesha hota hai doctors ki reports sey sabit hoa kay menstrual cycle ko rokne wali tablets aurat ke reham, asaab aur khoon ke liye intahai muzar hain muzar cheez mamnu hai report se ye bat bhi samne i hai jo ladies aisi tablets use karti hain inki mahwari regular nahin rehti aur ayyam ke dino mein wo beemar rehn lagti hain. Namaz ada karne mein shak o shuba ka shikar rehti hain isliye isse Haram to nahi kaha ja sakta lekin aurton ke liye isay pasand bhi nahin kiya ja sakta kyun ke menses ko rokne wali goliyon ke side effects hain lehaza khawateen ke liye behtar hoga ki wo apna menstrual cycle disturb mat karen aur aisi cheezon se bachen ta kay unhain shaadi ke bad koi masla paish na aye.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine