Nails and Hands Care Tips Nakhun Badhane Ke Tips in Hindi
Nakhun Barhane Ke Totke Nakhun Badhane Ka Tarika in Hindi
|
Nail Ki Safai Care Tips |
|
Nakhun Katne Ka Tarika |
Hands Care in Summer in Urdu
Long Nails and Hands Care Nail Bade Karne Ka Tarika in Urdu Hands Ki Hifazat
hands Care Tips for Homemade in Urdu
|
Nail Care Tips at Home in Urdu |
|
Beautiful Nails Tips in Hindi |
Hands and Nails Care Tips Haath aur Nakhun Ke Dagh Dhabe Dur Karne Ka Tareeqa
Hands aur Nails Ki Hifazat Kay Liye Tips in Hindi Nails Care Tips in Urdu
Hathon aur nakhun ke dhabbe ko dur karne ke liye aalu ya lemon ke tukron ko hathon aur nakhun per malain. Nakhun ko moom se ragadne se khoon rawan ho jata hai. Jis say nakano mein surkhi aur chamak peda hoti hai. Khawateen waqt ki kami ke bais apne hands and nails ko nazar andaz karti hain aur hathon ki khubsurati be mani ho kar reh jati hai isliye khawateen key liye zaroori hai ke haath dhone ke bad nakhun ke kinaro ko achi tarah se saaf karein agar nakhun mein gandgi ya mail phansi ho to usay tuser ke sath ehtiyat se nikal lain is tarah aapke nails pyare bhi lagenge aur un mein bacteria bhi khatam ho jae ga. Nails kay corner bilkul saaf hone chahiye aur jab aap ko time mile to apne hands per sufaid ayodeen mal lain. Nails ki growth ke liye zarori hai ke in ki hafta war safai karen. Agar aap Nail Polish nahin bhi lagana chahti hain phr bhi nakhunon ko tarashna aur inko bazwei shakl dena bohat zarori hai taa kay dhool ya matti in kay andar naa jye aur aap ke nails jaraseem se paak saaf rahen.
Comments
Post a Comment