Zubaida Aapa Ki Beauty Tips Face Ki Care Kaise Kare in Hindi Face Ki Dekhbhal Skin Care Tips in Urdu
How to Get Rid of Wrinkles on Face Home Remedies Roghan Badam Oil For Face Zubaida Tariq K Totkay For Skin in Urdu
Daily Face Care Tips in Hindi Face Ki Beauty Tips Garmi Mein Chehre Ki Hifazat Karne Ka Tarika
Face Wrinkles Home Remedies in Hindi Rogan Badam for Skin Chehre Ki Hifazat Roghan e Badam Se
Chehre Ki Hifazat in Urdu |
Face Ki Care Kaise Kare in Hindi |
Skin Care Tips By Zubaida Tariq Face Care Beauty Tips in Urdu Beauty Tips in Urdu Language For Face
Tibbi Mahireen ke mutabiq badam ka tail sehat ke liye behtreen hai. Chehre per almond oil yani badaam ke tail ki malish se aap ka chehra taro taza aur shadab nazar ata hai aap ke chehre ki be ronaqi ko dur karta hai. Ye tareeqa maazi mein bohat popular tha shahi gharane se taluq rakhne wali khawateen issay taqreeban roz istemal karti thin. Ab iss method ko "Magic of East" ke naam se bhi jana jata hai. Ye tareeqa bohat asaan hai aur Face Ki Jhuriyan Jhaiya Khatam Karne Ke Liye Best Tareeqa bhi jana jata hai. Sab se pehle aap apne chehre ko doodh mein bheege hue cotton se saaf kijiye aur chehre ki safai karte waqt is bat ka khyal rakhe ke ragar na zyada halki ho aur na bohat ziyada taiz bus darmiyani dabao ke sath saaf karen. Ab neem garam Roghan e Badam aur Arq e Gulab ke chand qatray shamil kar ke chehre per massage ke andaaz mein halke halke se malish karein yeh amal 5 minute tak jari rakhen isi tarah chehre ki warzish bhi ho jaye aur aap ke face per nazar aane wali jhurriyan bhi khatam ho jaen gi.
Comments
Post a Comment