Najla Home Remedies Jukam Ka Desi ilaj in Hindi Sukhi Khansi Ka Gharelu ilaj in Hindi Khansi Ka ilaj Desi Totkay in Hindi
Khansi Ka ilaj By Zubaida Aapa Khansi Treatment in Hindi Purana Nazla ka ilaj in Hindi
Jukham Ka Gharelu Upchar in Hindi Balghami Khansi Ka ilaj Khansi Ka Fori ilaj Khasi Kaise Dur Kare
|
Sardi Khansi Ka Gharelu ilaj |
|
Nazla Zukam Ka Desi ilaj in Hindi |
|
Sardi Se Bachne Ka Tarika |
|
Nazla Khansi Ka ilaj |
Nazla Zukam aur Khansi Ka Asan Gharelo ilaj Daimi Nazla Ka ilaj in Urdu
Mausam ki tabdeeli apne urooj per hai aur aab o hawa mein nazakat aur changing aane ki wajah se humari sehat per bhi asar padta hai
Sardi Se Bachne Ke Liye Gharelu Nuskhe kyunki hamare haan Asia mein sara saal mausam ek jaisa nahin rehta ye hamari khush kismati hai kyun ke kafi mumalik mein weather sara saal aik jesa rehta hai agar sardi hai to hr waqt thand aur baraf padti rehti hai aur agar garmi hai to hamesha garmi he hai mosam ki tabdeeli ek achi bat hai aab o hawa change hogi to humain usi hisaab se chalna hoga ab sardi hai to humain garam kapde pehne honge aur dhoop mein bethna bhi zaroori hoga isi dauran kafi log nazla zukam ya khansi ka shikar ho jate hain nazla zukam aur khansi ko rafa krne ke liye doodh mein haldi thoda sa adrak ka ras aur chutki bhar pissi hui kali mirch mix kar ke pi lain ye bohat faida mand hai iske elawa nazla zukam ko khatam karne ke liye aur sardi se bachne ke liye aik cup garam pani mein 2 ya 3 khane ke chamche saib ka sirka aur hasb e zarorat shehad mila kar piyen. Sardion mein dhoop mein bethne se aap kafi had tak apne ko thand se bacha sakte hain.
Comments
Post a Comment