What Is Zika Virus Disease How To Prevent Zika Virus During Pregnancy Zika Virus Kya Hai Zika Virus Information In Hindi Language Zika Virus Definition In Urdu
Zika Virus Kiya Hai Zika Virus Complete Information Guide Zika Virus Symptoms In Hindi
Zika Virus Avoid Getting Pregnant
Zika Virus Information In Hindi |
Zika Virus Symptoms and Treatment In Hindi |
Zika Virus Symptoms Infants |
Zika Virus Symptoms Pregnancy |
Zika Virus ek aisi bimari hai jo mosquito yani machar ke katne se hoti hai WHo (World Health Organization) ke mutabiq is bimari se bachne ka sab se behtar tareeqa ye hai k aap machar ke katne se apne aap ko bachaye kyun abhi tak is bimari ki koi vaccine koi dawa ijad nai hui. Zika Virus ke zyada tar cases mein koi almaat nahin milti pregnant women ko agar ye marz lag jaye to is aurat ke zariye paida hone wale bachay ko koi nuqs ya rog lag sakta hai.
Zika Virus Symptoms and Treatment In Hindi Zika Virus Ke Karan Lakshan
Jab kisi ko Zika Virus lagta hai to shuru shuru mein symptoms kam hote hain aur ek hafte tak rehte hain jin mein bukhar hona, joron ka dard aur ankhon ka laal ho na shamil hai.
Zika Virus ke liye abhi tak koi khas dawai ya treatment nahi hai. Bukhar aur dard ke liye Paracetamol khai ja sakti hai lekin Aspirin, non-steroidal aur sozish paida karne wali medicine se ihtiat karni chahiye.
Comments
Post a Comment