Roze Ki Halat Me Humbistari Roze Ki Halat Mein Mubashrat Karna Rozay Mein Apni Biwi Ko Kiss Karna Roze Ki Halat Mein Biwi In Urdu Roze Ki Halat Mein Hum Bistar In Urdu

Roze Ki Halat Mein Apni Biwi Kay Sath Humbistari Karna Kaisa Hai?


Roza Ki Halat Mein Biwi Kay Sath Pyar Karna aur Mohabbat Karna.

Ramzan Mein Roze Ki Halat Mein Biwi Ke Sath Sambhog Karna? Roze Ki Halat Mein Biwi Se Humbistari Karna

Alert! Yahan main Islamic Point of view se nahin sirf apni soch ke mutabiq masala bayan kar raha hun.

Roze Ki Halat Mein Biwi Se Pyaar In Urdu Roze Ki Halat Mein Biwi Se Milna In Urdu Roze Ki Halat Mein Biwi Ko Kiss Karna

Roze Ki Halat Mein Biwi Ko Kiss Karna aur Biwi Ke Pass Jana


Ramzan ke rehmaton aur barkaton walay mahine mein har Musalman shakhs roza rakhta hai aur ramzan ki fazilat aur barkat se door bhi nahin hona chahta aise mein kafi log iss baat ko lekar pareshan hote hain ke kya hum roze ki halat mein apni wife biwi ya patni ko kiss kar sakte hain biwi ko choom sakte hain aur usse pyar kar sakte hain??

Related Post : Roze Ki Halat Mein Ladkiyon Sey Mobile Per Gandi Baten Karna


Ye sawal bohat saray logon ke zehan mein hota hai iska simple sa jawab hai roza ek bhook rakhne wali ibadat hai aur miyan biwi ka rishta bahut pyara aur pak hai mere khayal se roze ki halat mein biwi ke pass beth kar usay pyar kiya ja sakta hai apni biwi ko mila ja sakta hai lekin sirf ek bat ka khayal rahe roze mein apni biwi kay sath humbistari ya mubashrat karna jaiz nahi kyun ki aap ki mani kharij hogi aur ghusl wajib ho jaye ga aur agar aap ki biwi ke jazbaat garam ho jayen to wo bhi control karna mushkil hai lehaza roze ki halat mein sirf apni biwi ko kiss karna theek hai lekin proper humbistari yani sambhog karna theek nahin.


Yahan per aap ko bas iss baat ka dhyan rakhna hai ke aap pyar mein itna mat doob jayen ke aapko pata bhi na chale aur aap ke kapre geele ho jaen ya aap ki begam ka kuch pani nikal aaye isliye aisi baton se perhaiz karein baqi biwi ko roze ki halat mein pyar se dekhna aur usay chumna jayez hai lekin us tarike se pyar karna jaise ke aap routine ke mutabiq mukammal taur per mubashrat ya jamaa karte hain wo thek nahin aur agar aap ye masla Sahih Islamic Hadees ke hawale se janna chahte hain to Islamic Point of View Se Roze Mein Humbistari Karna Padhne Ke Liye Yahan Click Karen.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj