Teeth White Karne Ka Tarika In Hindi Teeth White Karne Ka
Tarika In Urdu
|
Yellow Teeth Treatment Home In Hindi
|
|
Teeth Ki Safai In Urdu Dant Chamkane Ka Totka
|
Yellow Teeth Home Remedy In Urdu Danto Ko Safed Karna
|
Daant Saaf Karne K Totkay In Urdu
|
Teeth Cleaning Tips At Home In Hindi Danto Ko Safed Karne Ka
Tarika Natural Dental Care At Home
Dant insan ke chehre ki khubsurti mein bohat izafa karte hain agar aap ke dant gandy peele aur tote hue hoon to aap ke face ki beauty kisi kaam ki nahin rehti kyn ki jab aap kisi family function ya apne friends ke sath party join karne jate hain to aapko apne doston ke sath unke samne face to face baat karni padegi aur agar wo aap ke ganday peelay dant dekhen gay jin se badbu aati hogi to koi bhi aap se bat nahin karna chahe ga isliye apne danto ki hifazat karen aur mouth ko fresh rakhne ke liye
Munh Ki Badbu Dur Karne Ka Tarika istemal karen aur Daanto White Banane Ki Tips read karen aap ke dant agar pelay ho chuke hain to aap Teeth White Karne Ka Tarika bhi padh sakte hain danton ki hifazat ke liye gharelu nuskhe bhi azmayen danto ko chamkane ke liye mukhtalif kism ke artificial chemical istemal kiye baghair bhi aap apne danto ki care kar sakte hain teeth clean karne ke 3 tips neche batai ja rahi hain.
- Sangtra ek aisa phal hai jis mein bohat si qualities payi jati hain sangtray ke chilkay danto ko chamkdar banane ke liye istemal kiye ja sakte hain sangtray ke chilkay ke androni hissay ko apne teeth par ragrain.
- Strawberry ke zariye bhi teeth white kiye ja sakte hain aap 2 ya 3 strawberry le kar inko pees lain aur phir inhen paste bana kar apne danto par istemal karen.
- Meetha soda aik chamach le kar iss mein thoda sa namak mila lain ye danto ko qudrati taur par chamkane ke liye behtreen nuskha hai lekin khayal rahe ke namak zyada der tak apne danto par na ragrain kyunki iss say aap ke danto ke kharab hone ka khatra hota hai aur phir ye aap ke masorhon ko bhi kamzor kar deta hai.
Comments
Post a Comment