Nail Biting Treatment In Urdu Nakhun Khane Ki Aadat Nakhun Khane Ke Nuksan Nakhun Chabane Se Kon Si Bimari Lag Sakti Hai?

Log Nakhun Kyon Chabate Hain? Nakhun Ki Bimari Ka Ilaj Nail Biting Habit In Hindi


Nakhun Khana In Urdu
Nail Biting Psychology
Nail Biting Damages

Nail Biting Habit Kuch Log Apne Nakhun Kyon Khate Hain? 



Nakhun khane ki adat aksar taur par bachpan mein shuru hoti hai research se pata chala hai 60% bachay aur 45% teenagers jo ke baligh umar ke log hain wo bhi apne nakhun ko dant ke sath chabate hain. Nail biting 18 saal ki umar ke baad kam ho jati hai lekin kuch log iske baad bhi ye adat nahi chod pate kyunki aksar baligh log aur bache nakhun khate hue be fikar hote hain ke wo kya kar rahe hain sirf is liye ke ye unki ek aadat ban chuki hai. 


Log Nakhun Kyon Chabate Hain Ya Kyon Khate Hain?



Dekha gaya hai ke baaz oqat jab log parehsan hote hain tab bhi wo pareshani ki halat mein rehte hue apne nails ko bite karna shuru kar dete hain Mayoosi aur tanhai bhi iski aik wajah hai.

Nail Biting Side Effects to Your Health Nakhun Khane Sehat Par Nuqsanat



Nail biting ke jismani aur zehni dono side effects ho sakte hain. Regular taur par nakhun khana se aap ki fingers red aur zakham wali ho sakti hain. Aap ke nakhun ke gird skin  se khoon nikal sakta hai aur infected bhi ho sakti hai. Nakhun chabane se aap ke nails me jami mail aur bacetria ki wajah se aap ke mun aur face mein koi bhi virus asani se phel sakta hai. Nail biting aap ke danton ko bhi nuksan pohnchati hai aur danto ko kamzor karti hai.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine