Fat Hone Ke Liye Tips Kamar Ko Mota Kaise Kare Kamar Ko Kaise Badhaye Fat Hone Ka Tarika In Hindi
Fat Kaise Badhaye In Hindi Fat Kaise Bane Fat Kaise Ho Fat Hone Ke Tarike In Hindi
Mota Hone Ke Totkay In Urdu Mota Hone Ke Tarike In Urdu |
Weight Badhane Ke Gharelu Nuskhe In Hindi
|
Fat Hone Ke Liye Upay Fat Hone Ka Solution Fat Hone Ke Tips In Hindi Fat Hone Ka Tarika In Urdu
Aaj kal jahan motapa bahut badi bimari samjha jata hai wahin par kuch log aise bhi hain jo apne duble patle sharir ko lekar bahut fikar mand hai kyun ki ek sehatmand insan he achi zindagi guzar sakta hai apni azdawaji zindagi mein khush reh sakta hai aur apne future ke liye acha soch sakta hai. Insan ke mind mein aane wale negative thought ghalat aur bure khayalat aana shetaan ki taraf se hota hai lekin agar aap ki body weak hai aap jismani taur par laaghir aur kamzor hai to phir iska effect aap ke mind par bhi padta hai aap ke Gaal Pichke Hue Kamzor Aur Dhunse hue hain to phir zehan mein ghalat soch k aane ke chances aur bhi zyada ho jate hain. Insan agar sehat mand ho to wo apni zindagi ke har kaam mein ek strong mind ke sath sochta hai aur apni life ki mushkilat ko solve karta hai.
Motapa waqai ek bohat badi aur insan ko thaka dene wali bimari hai lekin agar aap mote nahin hain sirf ek sehatmand insan hai to phir aap ko pareshan hone ki zaroorat nahin kyunki agar aap apni body ko had se zyada fulana chahte hain to phir ye bhi aap ke liye behtar nahin hoga jism ko mota banane ke liye desi tarike aur apne patle jism se Dublpan Khatam Karne Ke Nuskhe bhi read karen iske ilawa agar aap apne jism ko mota nahin banana chahte sirf apne face ko mota aur bharna chahte ho top phir aap meri post Chehre Ko Mota Karne Ka Tarika bhi padh sakte ho Fat hone ke liye kafi tarike use kiye ja sakte hain kuch tips is video mein bata raha hoon.
Aur baqi useful tips bhi likh raha hoon inko try karein aap ko kafi farq padega Insha_Allah.
Aur baqi useful tips bhi likh raha hoon inko try karein aap ko kafi farq padega Insha_Allah.
- Weight lifting karen is tarah aap ki body mein majood mass phelta hai aur aap ka body mass boost hota hai.
- Canola oil ya phir Olive oil jise zaitoon ka tail kehte hain iska istemal barha dain ye aap k jism mein fats ko increase karta hai.
- Apne khane ke mayaar ko behtar karen aur healthy foods khana shuru kar dain.
Comments
Post a Comment