What Is Diabetes Disease In Hindi Diabetes Ki Alamat Diabetes A Silent Killer Sugar Ki Nishaniyan Blood Sugar Ki Jankari Hindi Me Symptoms Of Sugar

Information About Diabetes In Urdu Language Sugar Ki Bimari Kya Hai In Urdu



Diabetes Complete Information In Urdu
What Is The Symptoms Of Diabetes In Hindi


Sugar Kaise Hota Hai In Hindi Diabetes Kaise Hota Hai Diabetes Se Kaise Bache In Hindi




Sugar ka marz insani jism mein aik chemical insulin ki miqdar ya asar pazeeri mein kami waqiya hone se hota hai. Insulin insani jism mein glucose ki miqdar ko control karti hai aur iss ki kami mein glucose ki miqdar badh jati hai. Ziabetus ki 2 iqsam hain Pehli kisam mein ziabetus ki bimari kam umri mein hoti hai aur ye bachon ki bhi ho sakti hai. Iss mein insulin banane wale khuliye jo lablaby mein paye jate hain dheere dheere apna kaam karna chod dete hain yun insulin ki miqdar kam ho jati hai aur glucose ki miqdar badhti jati hai. Dusri kisam ki Diabetes aam taur par badi umar ke logon ko hoti hai iss mein insulin ki kami nahin hoti balke insulin apna kaam karna chod deti hai aur khoon mein glucose ki miqdar badh jati hai ye baat khas taur par yaad rakhne ke qabil hai ziabeteus ka marz sirf Khoon mein glucose ki ziadti tak he mehdood nahin rehta balke iss mein dheere dheere jism k kai azaa mutasir hote chale jate hain iski bunyadi wajah ziabetus ki bareek naliyon par hamla hai ziabetus ke marz se mutasir hone wale azaa mein Gurde, Dil, Aankhen aur asaab khas taur par shamil hain.


Sugar Ki Nishaniyan Symptoms of Diabetes Sugar Ki Kya Pehchan Hai




Peshab ka bar bar aana, mareez ko zyada Bhook aur pyas lagna, mareez ka wazan girna, thakawat rehna aur zakhmon ka dair se bharna.

Sugar Ka Ilaj Sughar Ke Gharelu Upchar Sugar Ka Desi ilaj


Sugar ke ilaj ke liye meri post > Sugar Kam Karne Ka Tarika Sugar Ka Ilaj read karen.

Sugar Ke Doran Ihtiyati Tadabeer aur Parhez



Ziabetus ke mareez mein parehez khasosi ahmiyat rakhti hai balke ye ilaj ka eham tareen hissa hai. Meethi cheezen maslan, mithaiyan, tafiya, chocolate, cheeni, biscuit, cake aur tali hui chezen, makhan aur ghee waghera ka istemal kam se kam karen. Kachi sabzi aur salad waghera ka zyada se zyada istemal mufeed rehta hai warzish ki kasrat bhi diabetes mein bohat faida mand hoti hai.

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine