Chicken Pox Me Kya Khana Chahiye Chicken Pox Kya Hota Hai In Hindi Chicken Pox How Do I Know If I Had?
Chicken Pox Information In Hindi Chicken Pox Details In Urdu Chicken Pox Information In Hindi Chicken Pox Causes In Urdu Chicken pox ko varicella bhi kaha jata hai ye ek bohat jald dusron mein muntaqil hone wali bemari hai jo ke varicella zoster virus (VZV) ki wajah se hoti hai. Chickenpox insan ke jism par mukhtalif qism ke Skin Rashes yani chote chote Dagh Dhabe padna shuru ho jate hain. Ye nishanat Kharish ki wajah wale bhi hote hain shuru mein ye chote chote dagh chest yani chati back pichy ki taraf aur face chehre par padte hain. Chickenpox k symptoms mein bukhar, thaka hua mehsoos karna aur sir ki dard shamil hai. Ye nishaniyan 5 se 10 din tak rehti hain. Ye bimari bachon mein badon ki nisbat zyada shadeed hoti hai. Chickenpox ke symptoms jism mein virus phailne ke 10 se 21 din ke baad zahir hote hain. Chickenpox During Pregnancy In Hindi Pregnancy ke doran VZV infection ke sath pehle 6 months mein fetus ko khatra zyada hota hai. Pregna...