Acidity Ka Gharelu Upchar In Hindi Mede Ki Tezabiat Ka Ilaj In Urdu Tezabiat Ka Totka Maday Ki Gas Tezabiat Ka Gharelu Treatment In Hindi

Acidity Ko Kaise Khatam Kare Acidity Ka Gharelu Nuskha Acidity Ke Gharelu Ilaj


Acidity Treatment at Home in Urdu/Hindi

Mede Ki Tezabiat Ka Ilaj Maiday Mein Tezabiat Acidity Thik Karne Ke Upay

Mareez Ka Sawal :-





Mujhe tezabiat ki shikayat hai dawa bhi kha raha hoon aur ilaj bhi jari hai tezabiat door karne ke liye kuch desi nuskhay tajveez farma dain.

Hakeem Sahib Ka Jawab : -



Kai saal pehle ki baat hai africa se aik mareez mere pass aya in say mulaqat hui wo kehne laga mujhe acidity thi jiski wajah se main bahut pareshani tha wahan par log herbal aur jari botyion k tarike se ilaj karte hain. Mera ek dost jari butiyon ke mahir ke pass le gaya usnay muje dekha aur kehne laga subah jab tum nashta kar lo to kuch dair baad taza lehsan lo iska aik dana cheel kar sabit he capsule ki tarah nigal lo main ne aisa he kiya rozana lehsan ka aik juva sabit nigalta raha.




Tezabiat Ka Desi Ilaj Gas Aur Tezabiat Ka Ilaj Tezabiat Ka Totkay In Urdu






15 din baad main ne mehsoos kiya k meri tabiyat mein bechaini, iztarab aur jo bhi ghabrahat thi wo khatam ho gai aur ab main pehle se zyada kaam kar sakta hoon. Iske baad mein lehsan ko apni ghiza ka hissa bana liya hai. Kabhi main lehsan ko chatni bana kar kha leta hoon toh kabhi salad mein mila leta hoon lehsan ka aik dana khanay se meri sari takleef door hogai. Aap ke liye bhi yehi nuskha hai lehsan ka 1 dana rozana khayen iska koi side effect bhi nahin aur ye ek sada ghiza hai. Aik lehsan khane ke beshumar fawaid hain lehsan khane se aap ka blood pressure bhi normal rehta hai aur aap ki tezabiat ki shikayat bhi dor ho jayegi. Agar aap ye totkay istemal nahin kar sakte to aap ke liye tezabiyat ke liye mera ye totka best rahe ga > Tezabiat aur Gas Ka Gharelu Nuskha

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj