Posts

Showing posts from March, 2017

Chicken Pox Disease in Urdu What is Chicken Pox Chicken Pox Treatment In...

Image

Cockroach Ka Khatma Lal Baig Bhagane Ka Tarika in Urdu Cockroach Se Chutkara in Hindi

Image
Cockroach Ko Kaise Bhagaye Cockroach Ko Marne Ki Dawa In Hindi Cockroach Ko Khatam Kaise Kiya Jaye Lal Baig Ka Khatama  Cockroach Lal Baig Ka Khatma Lal Baig Se Nijat Lal baig kya hai aur ye kitny dino mein khatam hote hain jin gharon mein cockroach aate hain wahan ghin bhi aati hai aur wo jagah badbu dar ho jati hai. Cockroach chote bhi hote hain aur inch dedh inch lamby bhi ye baray sakht jan hain aur apni nasal ko tezi sey barhate hain. Aik jora saal mein senkron nahin balky hazaron bachay paida karta hai. Lal baig kay ilawa gharon mein Khatmal bhi aa jata hai jo aap kay bed par aur kapron mein ghuss kar aap ka sakoon kharab kar deta hai Bedbug yani Khatmal Bhagane Ka Tarika bhi main pehly post kar chuka hoon. Insan ki zindagi mein kuch chezen aisi hoti hai jo bila wajah humain disturb karti hain aur un mein sey aik cheez ka naam makhi hai jo agar kabhi aap kay pichy par jaye to kabhi na chory chahe aap jitni bar marzi hata lain wo kabhi aap kay naak par b...

Nazar Ki Kamzori Kay Elaj In Urdu Nazar Ki Kamzori Ka Desi Ilaj Urdu

Image
Nazar Ki Kamzori K Totkay Nazar Ki Kamzori Ka Totka Ankhon Ki Kamzori Ke Liye Desi Tips Gharelu ilaj Weak Eyesight Solution In Hindi Kamzor Nazar Ka Desi Ilaj Technology kay is daur mein jab computer, mobile, laptop jaise cheezen bohat aam ho chuki hain wahi insan ki nazar par bohat asar par raha hai. Mobile ki light itni tez hoti hai aur log isay apni aankhon kay bilkul nazdeek karke istemal karte hain isi tarah working professionals jinka kaam computer par he hota hai wo bhi nazar ki kamzori ka shikar ho jate hain. Ankhon kay le kar bohat say masail samne aate hain aap ne aksar apni zindagi mein dekha hoga kay kuch log aisay hain jinki ankhon ki roshni kam hoti hai ya yun keh lain jinki aankhon key samne andhera cha jata hai aisy logon kay liye aap bhi madadgar ban sakte hain meri post Ankhon Ki Roshni Barhanay Ki Tips ko apne dost tak share kar kay agar wo shakhs theek ho gaya to iska sawaab apko bhi milega. Kuch khawateen o hazrat aisy bhi dekhy gaye hain jinki...

Dehydration Ka Desi Ilaj Pani Ki Kami Ka Ilaj In Urdu Pani Ki Kami In Body Desi Ilaj

Image
Water Deficiency In Human Body Pani Ki Kami Ki Alamat Water Deficiency in Human Body Dehydration Treatment in Hindi/Urdu Pani Ki Kami Ko Poora Karne Wali Ghazaein Pani Ki Kami Ko Pura Karne Ka Tarika Hamari zindagi mein pani markaz e hayat ka darja rakhta hai. Doctor rozana 8 se 10 glass pani peene ki hidayat karte hain,jo k aik masroof din mein mushkil kaam ban jata hai.Aik dilchasp baat ye hai k hamare jism mein pani ki 20% zaroorat thos khorak bilkhasos sabziyon aur phalon se poori ho sakti hai goya hum pani sirf pee hi nahi balke khaa bhi sakte hain.Garmiyon mein pyaas ki bhadti hui shiddat aur Dehydration se bachao ke liye darj zail 15 sabziyon aur phalon ka istemaal mufeed ho sakta hai. In ka 90% se ziyada hissa pani par mushtamil hota hai. KHEERA : Kheera garmiyon mein aane wali sabzi hai aur kisi bhi thos ghiza mein pani ki sabse ziyada miqdar kheeray mein paee jati hai.Kheera salad ki soorat aur slice kar k bhi khaya jata hai aur aap dahi,dhania,pudina ...