Haddio K Liye Kon Se Vitamin Zrori Hein Haddi Jodon Ke Dard Ki Dawa Haddiyon Mein Dard Ke Karan haddi ke dard ka tel

Hadion Ki Mazbooti Bones Care In Urdu Taking Care of Bones and Joints

Please Note: https://mensweakness.blogspot.com/ is a participant in the Amazon Services LLC Associates Program, an affiliate advertising program designed to provide a means for sites to earn advertising fees by advertising and linking to (“Mens Weakness” (amazon.com)


kulhe ki haddi me dard ke karan
Haddiyon Ke Dard Ka Ilaj In Urdu


Bohat say log ye sochte hain kay haddiyan jism ka wo hissa hain jo jawani say burhapay tak hamesha mazboot rehti hain jab kay haqeeqat iskay bilkul baraks hai. Yani haddiyan toot'ti aur banti rehti hain hamare jism mein ye amal sari zindagi jari rehta hai. Ab sawal ye hai kay kon say aisay khuliye (Cells) hain jo haddiyon (Bones) ko banate hain aur torte hain. Aap ko bataty hain chalen kay Osteoklast Cells haddiyon ko torte hain in toti hui haddiyon mein puranay khuliye ki jagah naye khuliye bante hain jinhen hum medical ki zuban mein osteoblast kay naam say jante hain.

Haddi Me Dard Ke Liye Kya Kare Haddi Ka Dard Hona


Allah Kareem ne jahan hamain apni hazar haa naimaton say nawaza hai isi tarah hamare jism kay andar haddiyon kay totne aur banne ke amal mein tawazan qaim rakh kar hamen zindagi bakhshi hai. Dhalti umar, warzish na karne aur matwazan khurak (Balanced Diet) ki kami aur aurton mein mahwari band hone ke baad haddiyon kay totne ka amal taiz ho jata hai. Haddiyon kay iss totne ke amal ko haddiyon ka bharbharapan kehte hain.

Haddiyon kay is bharbharay pan ya khasta hone ki bimari mein haddiyon ko torne walay khuliye yani Osteoklast apna kaam taiz karke osteoblast jo haddiyon ko jorne walay khuliye hain inke kaam ko zaya kar dete hain. Matlab ye kay haddiyon kay totne ka amal taiz aur banne ka amal sust hone ki wajah say haddiyon kay bharbharay pan ka aghaz ho jata hai. Is amal kay natije mein haddiyan ziyada patli aur zyada kamzor hoti chali jati hain aur phir zara say girne say bhi toot jati hain.


Haddi Me Dard Kyu Hota Hai Haddi Ka Dard Kaise Thik Hota Hai

haddi ke dard ka tel haddi dard ke karan
Joint Pain Causes Disease

Jism mein hone wali kuch pedaishi bimariyan jesy galay ki gilahar ki bimari, jism kay andar hone wali kuch morosi bimari ya aisay khawateen o hazrat jo calcium, vitamin C, Vitamin D aur protien ka istemal kam karte hain wo aur khas taur par aisay log jo steroid ka istemal zyada karte hain in mein haddiyon ka bharbharapan hone ke chances note kiye gaye hain.

Badkismati say hamare haan gali mahalon mein majood atai hazraat aur hatakay mustand doctor sahiban bhi apne har nuskhe mein steroid dawa ko dena lazmi khayal karte hain kyon steroid dawa aik jadui asar rakhne wali dawa hai jis kay istemal say bukhar kay foran utarne, haddiyon aur jism kay dard ka fori araam ana he iske istemal karwane ki wajah hai. Lekin aap ko ye jaan kar taajub hoga kay medical college mein parhaye jane waly Pharmacology kay mazmoon mein medicines kay muzar asrat kay baray mein bhi parhaya jata hai jis dawa kay side effects sab say ziada taqreeban 50 say zayed likhe gaye wo steroid medicines he hain haan kuch bimariyon mein steroid ka istemal karwaya jata hai.


Haddiyo Ko Majboot Karne Ke Tarike

haddi majboot karne ka oil haddi majboot karne ka tel
Strong Bones Tips In Urdu Tips For Strong Bones And Joints In Hindi

Steroid kay baghair in khaas kisam ki jismani khoon ki bimariyon mein shifa milna mushkil hai. Magar iske liye bhi mahir doctor gahay bagahy blood test karwa kar in medicines k side effects ko jan kar inki dose ko adjust karte hain in steroid adwiyat k istemal say aik khas kisam ki bimari jise medical ki zuban mein kashang bimari kehte hain hone ka khatra lahaq ho jata hai.

Aaj kal akhbarat kay ishtiharat mein sukhepan ko khatam karke jism ko mota karne se bharay hote hain. In mein atayi hazraat steroids adwiyat ka istemal karwate hain jin se chehra surkh mota aur jism par bhi motapa runuma ho jata hai. Lekin in medicines ko wholesale k hisab bechne walon ko kon bataye kay yehi steroid medicines haddiyon ko andar he andar bhar bhara karke rakh dete hain yani inki wajah say haddiyon k fracture hone ke chances barh jate hain.


Kulhe Ki Haddi Me Dard Ke Karan Rid Ki Haddi Me Dard Ka Karan In Hindi

ghutno ka dard kyu hota hai ghutno ka dard kaise thik kare
Knee Joint Pain Causes And Treatment

Research say pata chala hai kay jo log haddiyon ki bimari mein mubtala hote hain jab unke kulhe ki haddi (english?) aik martaba toot jati hai to inhen dusre fractures hone ka khatra barh jata hai. Ye zaruri nahin kay dusri martaba kolhe ki haddi he toote ye fracture reerh ki haddi ya kalai ka bhi ho sakta hai. Fracture na sirf shadeed dard mein mubtala karte hain balkay bechaini mein bhi shadeed izafa karte hain baaz halaat mein to kolhe ka fracture maut kay imkanat ko barha deta hai. Hum aksar ye sunte  k hamare buzurg washroom mein slip yani girne ki wajah say kolhay ki haddi ko turwa bethety hain. Aisa aakhir kyon hota hai? kyon ki umar k sath sath haddiyon ka bharbharpan zyada ho jata hai.

Hathon aur Pairo Ki Haddi Me Dard Ka Karan

kalai ki haddi me dard
Arthritis Pain In Urdu

Ab baat karte hain kay akhir kis tarah girne say bacha ja sakta hai to in baaton ko palay bandh lain kay hamesha aisay joote pehne jo chalne mein araam dain jo chori aeri kay hoon aur jin k talay phisalne walay na hoon. Khudara high heels walay jooton say parhaiz karen aur jab aap ghar say bahir hoon to dhalwan wali jagah par chalne se parhaiz karen. Is baat ko yaqeeni banaye k ghar k tamam kamre aur sirhiyan achi tarah roshan hoon aur jab aap kisi kamre mein dakhil hoon to asani say roshan kar saken. Thokar lagne wali rukawaton jesy zameen par gire bachon kay khilone, akhbarat aur cables waghera ko door karen.

Kisi bhi hungami surat e haal ke liye apne bistar kay nazdeek emergency light rakhen wesy bhi mere des mein Masha Allah load shedding ki wajah say bijli aksar he ghaib hai. Polish waly farash ko qaleen ya plastic k sheshon say dhak dain apne nahane ya shower ki jagah par rubber mat rakhen aur khas taur par masajid k andar jahan wuzu wali jagah par phislan ho wahan bhi rubber mat ka ahtmam lazmi karwaya jaye.

Seerihiyon aur bathroom mein hath ki reeling lagane ka jaiza len. Baaz adviyat jesy sakoon aur neend lane wali goliyan ya blood pressure ke ilaj ke liye istemal hone wali goliyan sir mein chakkar ya yaksui mein kami ka sabab ho sakti hain in dawaon ka istemal band to na karen bas apne doctor se ruju karen kay kisi dusre marz ke liye istemal ki jane wali kisi dawa say apke girne ke imkanat to nahin. Har 6 mah baad apni aankhon ka checkup karwayen aur agar khudanakhawasta aap kabhi gir jayen aur uth na saken ya aap ko kharay hone mein dushwari ho to foran emergency doctor ko bula kar fori tibbi imdad lijiye.


Haddi Dard Ki Dawa Bataye Haddi Ke Dard Ka Tel Haddi Jodo Ke Dard Ki Dawa

Haddi k dard ko door karne ke liye aap Homeopathic oil use karen jiske side effects bhi nahi hote aur ye bohat jaldi asar karta hai main apko haddi k dard aur joron kay dard ko door karne ke liye Homeopathy Joints Pain Oil Forces of Nature | Joint Pain Management | Certified Organic | FDA-registered | Pharmaceutical Strength | 4ml ye tail istemal karne ka mashawara deta hoon aap ye oil neeche diye gaye link par ja kar online khareed sakte hain oil ki qeemat bhi munasib hai 9.95$ mein aap ye oil buy kar sakte hain agar aap ko ye oil khareedne mein koi mushkil pesh aa rahi hai to aap mujhse mere facebook page par rabta kar sakte hain main oil khareedne mein apki help karunga.

Online Buy Karne ke liye link par click karen. 👇


Please Note: https://mensweakness.blogspot.com/ is a participant in the Amazon Services LLC Associates Program, an affiliate advertising program designed to provide a means for sites to earn advertising fees by advertising and linking to (“Mens Weakness” (amazon.com)

Comments

Popular posts from this blog

Aankhon Ka Phadakna Kya Hai Eye Twitching Causes and Facts Aankhon Ka Fadakna Haqeeqat aur Ghalat Fehmiyan

Badhazmi Ka ilaj in Hindi Khatti Dakar and Loose Motion Acidity Treatment in Hindi Khatti Dakar Ka Gharelu ilaj

Hips Badhane Ki Cream Hips Mote Kaise Hote Hain Hips Badhane Ke Tips Peeth Me Dard Ka Ilaj Hips Bada Karne Ki Medicine