Posts

Showing posts from February, 2017

Hair Dandruff Treatment At Home In Urdu Zaitoon Ka Tail Balo K Liye Balo Ki Khushki Ka Ilaj In Urdu

Image
Add caption Hair Dryness Solutions In Urdu Khushk Balon K Totkay Baalon Kay Masail Sey Mutaliq Tips Gujranwala sey fiza puchti hain kay kya zaitoon ka tail sir kay baalon mein lagaya ja sakta hai main ne suna hai kay zaitoon ka tail isr mein lagane sey sir kay patthay khich jate hain. Barah e meherbani zaitoon ke tail kay istemal ke baray mein munasib rehnumai farma dain. Asima Abdul Jabbar ne karachi sey baalon mein khushki aur kamzori door karne kay hawaley sey mashwara manga hai. Hakeem Sahib Ka Jawab :- Zaitoon kay tail kay hawaley sey iss tarah ki malomat mere ilam mein to nahi hain kay zaitoon ka tail sir mein lagany sey patthay khich jate hoon haan albata mera mutaliya k mutabiq roghan e zaitoon garam tar hota hai aur kamzor azaa aur asab ko mazbooti deta hai. Androni chot ki sozish, kamar dard, asabi dardon aur hadiyon ko taqat muhaiya karta hai. Iski malish bhi ki jati hai aur isay makhsoos miqdar mein bhi piya jata hai gurday aur pittay ki sifri...

Diabetes Control Karne Ke Gharelu Nuskhe Sugar Ko Control Karne Ka Tarika In Urdu Sugar Ko Rokne Ke Upay In Hindi

Image
How to Control Diabetes Tips In Urdu/Hindi Diabetes Ko Kaise Control Kare Diabetes Control Tips In Urdu Sugar ya ziabetus daur e jadeed ki aam bimari hai duniya bhar mein sugar kay marizon ki tadad 40 crore tak batai jati hai ye aik metabolic disease hai jo kay khoon mein glucose kay level mein izafa karti hai. Jiski wajah sey sugar level unbalanced ho jata hai. Is marz ko nazar andaaz nahi kiya ja sakta hai kyun ki isky natije mein asabi nizam tabah ho jata hai. Sugar ka marz rozana ki bunyad par tawaja chahta hai aur kai sada tarike apna kar isay qabu mein rakha ja sakta hai. Mahireen sab sey pehle sehatmand tarz e zindagi apnane ki ahmiyat par zor dety hain. Experts sab sey pehly sugar kay level ko control rakhne ka mashwara dety hain experts kay mutabiq ziabetus kay shikar afrad kay liye darj zail hidayat par amal karna zarori hai. Hum jo ghiza khatay hain wo khoon ka hissa ban jati hai aur diabetes mein ghiza ka intekhab bohat zarori hai. Ghizai ehtiyat sey...

Mun K Chalay Ka Ilaj In Urdu Mouth Sores Treatment In Urdu Muh Mein Chale Ka Totka

Image
Mouth Kay Chalon Ka ilaj At Home In Urdu Mouth Blisters Treatment In Urdu Muh Ke Chalo Ka Totka Jab aap kisi masalay dar cheez ko munh mein dalen aur maloom ho kay mun to koi zakham ho chuka hai jis kay liye wo niwala bohat takleef deh sabit hota hai ya danton par brush karte hue kisi zakham par brush takra jaye to ye bhi bohat takleef deta hai. Agar mun mein chote safed nishan gulabi satah par ubhar aya hai to mun mein chalay ya zakham ki nishani hai. Ye chalay chote aur tang zakham hote hain jo mun kay naram tissues mein bante hain jo aap kay gaal mosorohon aur zuban mun kay kisi hissay bhi bhi ho sakte hain. Khaas taur par jab koi mirch masala khaya jaye balkay aksar pani peena bhi aziyat ka bais banta hai. Abhi ye baat to wazeh nahi kay in chaalon kay ubhar aany ki asal wajah kya hai lekin kuch cheeozn kay baray mein khayal hai kay wo muh kay andar chalon ki wajah bante hain. Mayo Clinic kay mutabiq taqat sey brush karna, masaly dar ya tezabi ghizayen, har...

Migraine Symptoms And Treatment In Urdu Dard E Shaqiqa Ka Ilaj In Urdu Dard E Shaqiqa Treatment In Urdu

Image
Migraine Upchar In Hindi Adhe Sar Dard Ka Totka Migraine Treatment at Home In Urdu/Hindi Migraine Desi Treatment Samina jhang sey kehti hain. Hakeem sahib meri umar 20 saal hai mera masla ye hai kay mujhe dimaghi kamzori bohat ho gai hai dayen taraf adhay sir mein bhi dard rehta hai kabhi bayen taraf bhi dard ho jata hai. Gas aur qabz bhi rehti hai main is wajah sey bohat pareshan ho barah e meherbani mujhe koi desi nuskha tajveez kar dain. Migraine Treatment In Homeopathy In Hindi Hakeem Sahib Ka Jawab :- Adha Sir Dard Ka Upay Adhe Sar Dard Ka Ilaj In Urdu Mohtarma aap darj zail nuskha istemal karen subah aur shaam khanay sey adha ghanta pehle khameera badam adha chaye wala chamach aur khameera gaozaban ambari(گاؤزبان عنبری) jawahar dar 1 chaye wala chamach doodh key saath khayen. Subah dopahar sham khany ke baad safoof namak sulemani adha chamach chaye wala jawarish shahi 1 chamach chaye wala pani kay sath khayen raat ko sote waqt اطر...

Chehre Ke Keel Muhase Chehre Ke Muhase Ka Ilaj Muhase Face Treatment

Image
Keel Muhase Treatment In Urdu Keel Mahasay Ka Ilaj In Urdu Keel Muhase Treatment In Hindi Face Acne Muhasay Kay Nishanat Kuch logon kay chehre par agar dany nikal aye to wo inko khujana shuru kar dety hain jiski wajah sey danay to theek ho jate hain par jo nishan baqi reh jate hain wo bohat bure lagte hain. Kabhi bhi aap ko agar keel muhasay nikal ayen to insay chair chaar mat karen kyun ki phir ye apni yaad dilate rehty hain. Muhasay chikni jild par nikalte hain chehre ki safai ka khaas khayal rakhen. Face ki care karne kay liye mukhtalif tips bhi batai ja rahi hain inko aik aik karke read karen. Chehre Ke Daagh Dhabe Door Karne Ka Tarika Face Ki Care Kaise Karen Chehre Ki Hifazat Chehre Ko Khubsurat Banane Ki Tips Jo bachiyan 5 waqt wazzu karti hain aur namaz parhti hain inka chehera saaf aur roshan rehta hai ye qudrati taur par Noor hota hai jo namazi banday kay chehre sey wazeh hota hai. Aap kay liye kuch tips hain jin par amal karke aap keel m...

Hair Problems And Solutions In Urdu Balon Ki Samsya Balo Ke Masail In Urdu

Image
Hair Problem Solution Tips In Hindi Hair Ki Care Kaise Kare? Common Problems of Hair and Their Solutions Stop Hair Fall Naturally Home Remedies In Hindi Hair khawateen aur hazrat kay liye bohat ahmiyat rakhty hain baal humare chehre ki khubsurti mein chaar chand laga dete hain. Agar aap ke sir ke baal gir rahy aur aap ganjy ho rahe hain to Ganjapna Ka ilaj karen. Agar aap kay Sir ke baal girte jayen to phir ap ko kya karna chahiye? Baal ghanay aur siyah bhi hoon lekin phir bhi girte rahen to bohat pareshani wali baat hoti hai. Baalon mein kuch larkiyon kay baal curly hote hain jinhen wo dusri girls kay jaise simple aur straight karna chahti hain apne baalon ko straight karna chahti hain to aapne balon ko Straight Karne Karne Ka Tarika bhi read kar sakti hain. Baalon mein sab sey bara masla bejan aur rukhy baalon ka bhi hai agar aap apne baalon ko silky aur shiny karna chahte hain to aap meri post Hair Silky Karne Ka Tarika parh sakte hain. Agar aapke sir ke ba...